Hello Freinds;Aj ki post bohat aham hai. Kiyo ke aj main pko btaoun ga ke ap apne blog ke sitemap ko gooogle main kaise addd kare.Asal main blog google ki hi product hai.Sab se pehle ap webmaster tool main log in ho jain.
Sab se  Pehle Ap ne apne blog ko Google Search Console main add karna hai.Agar apko nahi ata ke Blog ko Google Search console main kaise add kare toh Janne ke liye Yaha Click Kare
apne blog ko google main kaise lain
Google Search Console Kiya hai?
Ap ye soch rahe hon ge ke google search console kiya hai.To main apko btata hu ke Google Search Console kiya hai? Google webmaster tool google ki hi aik service hai.Jo ham ko bilkul free main apna blog google main add karne ke liye help karti hai.Or ham asani ke sath apna blog google main add kar sakte hain.
Agar apko nahi pata ke ap apni website ya blog ko Google webmaster tool main kaise add karte hain toh  pehle ye post par lain.

Related Articals.

Sitemap Kiya Hota Hai Or Ise Ham Apne Google Search Main Kab add Karte Hain?

Site map xml ki aik file hoti hai jis main blog ke sare url pare hote hain.Jab ham apni website ka site map bna laite hain to wo Google Search Console main dikhane main madad daiti hai.Ap ke blog main 20,25 post ho jati hain to jab ap sitemap ko ad akrte hain toh google asani ke sath apki posts ko search main le ata hai.Or jab ham post karte hainb toh google index karta rehta hai.
Step 1.
Sab se pehle ap webmaster tool main ja kar log in ho jain
Step 2.
Ab apne jo blog add kiya tha webmaster main us par click kare ge toh apko is tarha ki screen dikhe gi.
Sitemap ko kaise add kare google main
Yaha par apko bohat se options dikhe ge apne crawl pe click karna hai or site mape par click karna hai.
Step 3.
Hame online bohat se websites mile gi jo free main sitemap generat karti hain.Agar apko maloom nahi hai to ap is par click kare Sitemap Generated.
sitemap k kaise generat kare

  • Apne blog ka url past kare
  • apne hisab se setting kare
  • Submit par click kar dain.

Ab apka sitemap create ho chuka hai.Is ko ab apne apne blog main add karna hai.
Step 4.
Google Atom Feed Sitemap Google ke liye ye code diya gya hai .Sitemap main 500 post tak index karta rahe ga.
Google Atom Feed Sitemap kiya hai
Jab ap ye code copy kar lain toh webmaster tool main jain or site mappar click kare.
Add/Test Sitemap par click kare or apna code past kar dain.is qisam ka cod3e ho ga jo apne past karna hai.
atom.xml?redirect=false&start-index=1&max-results=150
Add/Text Sitemap main link kaise lagain
Agar koe probem a rahi ho toh mujhe comment kar ke poch sakte hain.Main apki puri help kru ga.



Post a Comment

Thank You for comment

 
Top