Asslam o alaikum dosto. It Village main apka welcome hai.
Dosto bohat se Friends ye sawal karte hain ke Andriod Mobile  se paise kaise kamain.Or aj kal google main bhi bohat ziyada ye keyword cearch kiya jata hai.Aj main apko yehi batane wala hu ke ap andriod mobile se paise kaise kama sakte hain.Ap ghar baithe bohat hi achi income kar sakte hain Andriod mobile se.
Bohat se friends kehte hain ke ye jhut hai lekin aisa nahi hai.Aj main apko aik aise app ke bare main bataoun ga jisse ap akhi income earn kar sakte hain without any investment ke. Or main khud bhi wo app use karta hu.Ye app bohat hi acha hai or is ko use karna bhi bohat asan hai.Toh dostoh ab jante hain ke ham apne Andriod Mobile se paise kaise kama sakte hain.
Mobile ase paise kaise kamain


Andriod Mobile Se Paise Kaise Kamain:?

Aj kal har insan ki zaroorat ban chuka hai Anriod Mobile or aise main agar ham ko koe aisa method mil jay jis se ham Mobile par hi paise kamane lag jain toh Is ka jawab nahi.Har insan ke pas andriod mobile hai. Jaisa ke maine pehle uper btaya ke Google Main bohat ziyada searching hoti hai ke ham online paise kaise kamain, Mobile se paise kamain. Or sab se ziyada ye keywords Pakistan or India main use kiye jate hain.Andriod Mobile sirf mobile nahi bohat se logon ka rozgar bhi ban chuka hai or Mobile se log bohat ziyada earning kar rahe hain.
Aaj main apko Andriod Mobile se paise kamane  ke liye aik app bataoun ga jo ke bohat papular hota ja raha hai or isse ap bohat achi income bhi earn kar sakte hain. Main apko jis app ke bare main batane wala hu us app ka Name hai Champ Cash. Champ cash ik bohat hi acha app hai online paise kamane ka or isse bohat achi earning bhi hoti hai.

Ye posts bhi pare
Facebook se paise kaise kamain
Free balance kaise hasil kare
Short Link se paise kaise kamain
Revenue hits se paise kaise kamain
Online paise kmane ke 3 Top methods
Infolinks se paise kaise kamain

Champ Cash Kiya Hai?

Champ Cash ik bohat acha app hai is app ne haal hi main bohat ziyada traqi kar li hai.Is app ko use karna bhi bohat asan hai or sab se bari bat ye ke isse ap apni earn ki hue income Banck Account Main bhi tranfer kar sakte hain or isse ap apna mobile bhi richarge kar sakte hain.

Champ Cash se paise kamain
Apko play store main bohat se apps mil jay ge online earning ke liye lekin Champ Cash un sab se alag hai. Or is ki aik or khas bat ye hai ke ye un apps se sab se ziyada earning daita hai.

Haal hi main champ cash ne bohat ziyada taraki kar li hai. Is main sirf apko 7 levels tak jana parta hai or ap achi khasi income earning kar laite hain.

Champ Chash Se Paise Kaise Kamain?

Mobile se paise kamain

Jiasa ke main apko pehle bataya ke champ chash ko use karna bohat hi asan hai. Or isse ap achi khasi income earn kar sakte hain.Ap ke zehan main ye sawal a rha ho ga ke ham Paise kaise kamain ge is app se.Dont worry main apko batata hu ke ap kaise paise kama sakte hain is app se.
Sab se pehle ap Champ Cash Download kar lain.Download karne Ke liye Niche Download ke button par click kare.



Ab ap app install karne ke bad us main registerd ho jain. I Think ke Ap ko registed hone ka method toh pata hi ho ga. Lekin agar koe problem ho jay toh mujhe comment kar ke puch sakte hain.
Rigisted hote waqat apko reffer ka pucha jay ga. Agar ap ko Reffer ka pucha jay toh ap ye code inter kar dain. 3791106
Registed hone ke baad apko kuch apps dikhe ge un apps ko download karne par apko usi waqat $1 mil jain ge. Ap isse or bhi income earn kar sakte hain.
Agar apko or Paise kamane hon toh ap apne friends ko reffer kar ke bhi paise kama sakte hain. Is ke imawa apko is app main bohat se funtions diye jate hain jin se ap bohat asani ke sath apni income barha sakte hain.
Jab apke account main 500 rupees  ho jain toh ap use bank main tranfor kar sakte hain Ya apna mobile bhi recharge kar sakte hain.

Umeed hai apko meri ye post passand aye ho gi. Apne doston ke sath zaroor sharre kare.
Agar koe problem a rahi ho toh mujhe ap comment kar ke bhi puch sakte hain.
Allah Hafiz

Post a Comment

  1. Are you looking to make cash from your visitors by popup ads?
    In case you do, have you tried using PopAds?

    ReplyDelete

Thank You for comment

 
Top