Asslam o lalikum friends. It Village main apka welcome hai. Jaisa k friends ap  sab jante hain ke Technology ne aj bohat traqi kar li hai.Bohat se friends online apni books likhte hain ta ke wo Online paise kama sake Or wo friends ya toh apni books online sale karte hain ya phir rant par daite hain Or bohat si books hame free bhi mil jati hain Google par share karne se.
Adop Acrobat ke bare main jankari

Lekin aik problem hoti hai ke wo books hame pdf extension main milti hain.Aj main apko bataun ga ke ap pdf file kaise open kar sakte hain. Lekin usse pehle ham ye jaan laite hain ke pdf file kiya hoti hain.

Pdf kiya hai?


Maine apko uper bataya ke Pdf aik aisi file hoti hai jisse ham apni books likh sakte hain us book ko online sale kar sakte hain rant par de kar achi earning bhi kar sakte hain.Bohat se logon ka rozgar pdf  se hi hai.Agar ap kuch knowladge jante hain or apne doston ke sath share karna chahte hain online internet par ap us knowladge ka istimal kar ke earning karna chahte hain ye toh ye aik bohat hi acha tarika hai.
Pdf kiya hai

Jisse ham bohat asani se aik achi book bana sakte hain or earning kar sakte hain.Ab ap ke zehan main ye sawal ata ho ga ke hamare pass andriod mobile hai pata nahi pdf file andriod me open ho gi ya nahi toh dont worry main apko aj yehi batane wala hu ke ap kaise apne andriod mobile me pdf file open kar sakte hain.

 Andriod mobile main pdf file kaise open kare?

Aap sab toh jante hi hain ke bohat se log andriod users hain or wo ye chahte hain ke wo apni pdf book andriod main use kare lekin kuch logon ko pata nahi hota ke anriod mobile main pdf book kaise open karte hain kiyo ke pdf  file direct open nahi hoti jis waja se unhe problem hoti hai.
Andriod main pdf kaise open kare

Aaj main ye post isi liye kar raha hu ke main apko bata saku ke ap pdf  file apne mobile main kaise open kar sakte hain. Waise toh online bohat se andriod softwares mil jate hain lekin aj main apko bohat hi ache software ke bate main bataoun ga.Jis ko use kar ke ap na sirf apni pdf  files open kar sakte hain balke agar ap apni book likhna chahte hain toh ap us software ke sath bohat hi asani se pdf  main apne book likh sakte hain.
Ab main apka time waste ma karte huwe point ki taraf ata hu. Ap mere steps follow karte jain umid hai apko meri samaj zaroor aye gi.
Step1.  Sab se pehle ap apne mobile main Adobe acrobat download kare.
Adobe acrobat download kare ke liye Yaha click kare.
Step2. Jab ap adobe acrobat download kar lain us ke baad ap use open kare or apni file location main jain.Jahan apne pdf file rakhi hue hai waha. Or file open kare,
Step3. Ap ki file open ho jay gi.

Related Articals
Keyboard main image kaise lagain
Internet Data bachane k 4 important tricks
Free balance kaise hasil kare
Andriod mobile se paise kaise kamain
Online paise kamane ke 3 important methods
Short link se paise kaise kamain


Agar ap chahte hain ke ap apni khud ki pdf file create kare toh Adobe acrobat  ka aik funtion ye bhi hai ke ap is main hi apni pdf book likh sakte hain. Apni pdf book likhne ke liye ap maire steps ko follow kare.
Step1. Sab se pehle ap Adobe Acrobat open kare.
Step2. Ab ap fill & sign in par click kare.
Step3.  Sign in hone ke baad ap Create pdf par click kar ke apne jo bhi likhna hai likh sakte hain or save kar sakte hain.
Agar ap apni file dobara check karna chahte hain toh My decoments par click kar ke check kar sakte hain.

Friends ye thi aik chioti si trick jo ke maine apko batae ke ap kaise apni pdf file Andriod main apen kar sakte hain. Umeed hai ap ko meri ye post passand aye ho gi.Agar apko is topic se related koe bhi jankari chahiye ho toh ap comment kar ke puch sakte hain,

Apne friends ke sath meri posts zaroor share.
Khuda Hafiz

Post a Comment

Thank You for comment

 
Top