Asslam o alaikum It Village visitors ap sab ka welcome hai. aaj ki post bohat aham hai. Jaisa ke ap sab jante hain ke aj ke is jadid dor main har kisi ke pas andriod mobile toh zaroor hai. Or wo ise istimal bhi karta hai.
Keyboard me image kaise lagain

Main aj se ap ko andriod mobile ke keyword ki puri jankari du ga. Jo ke har andriod mobile use karne wale ke liye bohat aham hain. Toh dostoh time zaya na karte huwe aj main apko btaoun ga ke ap apne mobile ke keyboard main apni picture kaise use kar sakte hain.

Related Aritacls
Free balance kaise hasil kare Pakistan main.

Ye bhi zaroor pare.
Revenuehits Kiya Hai Or Isse Paise Kiase Kamain
Online Paise kaise kamain Puri jankari
Infolinks kiya hai or isse paise kaise kamain
Infolinks se paise kaise kamain

Keyboard main image use karne ka faida.

Ap sab soch rahe hon ge ke image main keyboard use katne ka faida kiya hai. Toh dostoh main apko btats hu ke is ka kiya faida hai.
Dosto jab ap  apne doston ke pas jate ho ya jab ap massage karte ho toh ap ko aik simple keyboard nazar ata hai. Jo ke ap ko bilkul bhi passand nahi ata. Or ap chahte hain ke koe acha sa stylish keyboard use kare. Ta ke ap fast typing kar sake or keyboard dikhne main bhi acha ho. 
Aj main jo keyboard apko bataoun ga wo bohat hi acha hai. Or sab se bari bat ap usse typing bhi fast kar sakte hain. 
Aap apne doston se fast chating bhi kar sake ge us keyboard se. 
Apke mobile ka look bhi acha ho jay ga us keyboard ki madad se.

Keyboard main apni picture kaise lagain?

Keyboard main image lagana ziyada mushkil kaam nahi hai ap ko bas kuch steps follow karne hon ge.Toh friends aye jante hain ke keyboard main image kaise lagain.
Step 1. Sab se pehle ap keyboard install kar lain free main.
Step 2.  Install karne ke bad ap apne mobile ke sath connect kar lain keyboard.
Step 3. Ab ap apne jo keyboard intall kiya hai us par click kare .Ap ko kuch is tarha ki screen dikhe gi.
andriod keyboard image
Step 4. Ab ap background par click kare.
Step 5. Apke samne aik screen a jay gi kuch is tarha ki.
keyboard background image
Step 6. Agar ap camere se photo khinch kar lgana chahte hain toh laga dain .
agar ap apne mobile ki gallery se image select kar ke lgana chahte hain toh add a background par click kar ke image select kar lain.
Step 7. Ab ap  apne keyborad ki transparency select kare.
Mtlb ap apni image kis resulation par rakhna chahte hain. Wo setting kare.
Step 8. Ab ap back ke button par click kar dain.

Apki image Keyboard main add ho chuki hai.
Agar ap or bhi andriod ke bare main janna chahte hain toh It Village ka visit karna na bhule.
apkomery ye jankari kaisi lagi mujhe comment kar ke zaroor batain.Or meri ye post apne doston ke sath ziyada se ziyada share.


Post a Comment

Thank You for comment

 
Top