Aslam o alaikum visitors.Ap sab ka It Village main welcome hai. aj main apko btaoun ga ke webmaster tools kon kon se hain or webmaster tool ko ham kis liye istimal karte hain.Webmaster tool Website ke liye bohat ziyada aham hai isse hame apni webste ke bare me mukamal jankari rehti hai or ham Apne blog main ane wale visitors ke bare main puri jankari hasil kar sakte hain.Agar ap ko webmaster tool ke bare main nahi malum toh ap ye post parte rahe.Main apko btaoun ga ke webmaster tool kiya hain or un ko ham kaise istimal kar sakte hain.In ke istimal karne ka maqsad kiya hai.
Toh friends ab ham bat karte hain webmaster tool ke bare main Ke webmaster tool kiya hain
.Webmasters tool ke char (4) sections hote hain.

  1. Search Apearance
  2. Search Traffic
  3. Google Index
  4. Crawl
google webmaster tool kiya hai puri jankari


Ap ke site ki traffic kaha se a rahi hai.Ap ki kon kon si post googl ne index ki hai.Ap ki traffic kon kon se keyword se a rahi hai.apki kitni post google ne index ki hain o kon si nahi ye sab hame webmasters tool main hi dikhta hai.
1.  Search Apearance
Isse ham apni site ki seting karte hai ta ke ham apni site par ane wali traffic imprassion , index ki.Is ke ilawa ham site link ko is ke through promote bhi kar sakte hain.
2.  Search Traffic
Is option main ham daikhte hain ke hamari traffic kaha se a rahi hai.Kon se keyword search kar ke a rahi ye ya kon si site se a rahi hai.Is ke ilawa or bhi bohat sare options milte hain hame jo ke hamari website ke liye bohat faide mand hai or ham apni website ki detail chack kar sakte hain.
3. Google Index
Ye google ki hui aik product hai jis se ham ye pata kar sakte hai ke hamare blog ke kon se keywords google par sab se ziyada search ho rahe hain or haame kin keywords se traffic mil rahi he.Is ke ilawa ham ye bhi pata kar sakte hai ke hama kon sa url block hue hai or kon si nahi.Hame kitne clicks mile hain etc.Is ke ilawa or bhi bohat sare options hain.
4. Crawl
Crawl main bhi google ham ko bohat sare options daita hai jin se ham apne blog ko jaldi google par bhi la sakte hain.Ham apne blog ki post ko agar jaldi google par lana chahe toh ham la sakte hain.Ham is ki madad se site map bhi add kar sakte hain apne blog main.Is ke ilawa or bhi bohat sare options hain jin ko ham istimal kar sakte hain. Or apni website ki ranking or behtar kar sakte hain.

Friends ham ne ye toh jan liya ke webmaster tool kiya hai.Aye ab ye bhi jan laite hain ke webmaster tool main apni website kaise add karte hain.
Sab se pehle ap webmaster tool search kare or open kare agar apko apni id nazar nahi a rahi hai toh apni website add kar lain. website add akrne ke liye ap Add A Property par click kare or  apni website ka link add kar lain.

mita tag kaise add kare apne blog main

Ab baat ati hai us ki seting ki.Toh maine pichli post main apko btaya tha ke ap kaise apne blog ka sitemap google main add kar sakte hain.To ab ap apna sitemap webmaster tool me ja kar add kare.Agar apko nahi pata ke sitemap kaise add karte hain toh ap Sitemap ko google main kaise add kare ye post zaroor par lain.

Blog ko access bnane ke 4 bariya tarIqe

Mujhe umeed hai ke ap ko meri ye post zaroor passand aye ho gi.Apne friends ke sath bhi is information ko zaroor share kare.Agar apko koe problem a rahi ho toh mujhe comment kar ke zaroor puchain.Main apki puri help karu ga.

Post a Comment

Thank You for comment

 
Top