Hello friends. ap aksar sochte hon ge ke main itne ache ache articals likhta hu phir bhi mere blog par visitors bohat kam ate hai. Is ki bohat se waja hain jo ke main apko btaoun ga. Is ki aik waja ye bhi hai ke ap blog ki setting ache se nahi karte. 
Jis waja se apke blog par itni ziyada traffic nahi ati.Is ke liye apko apne blog ki setting bhi zaroor karni chahiye.Or setting ache tareeqe se kare.
Aj main blog ki kuch setting karna btaoun ga.Aj main apko blog ki setting ke bare main bataoun ga ta ke ap apne blog ki setting ache se kar ke apne blog ko seo main shamil kar sakte.Toh dosto aye jante hain ke ham apne blog main setting kaise kar sakte hain.
Lekin us se pehle ap ye post par lain Sitemap ko google main add kaise karte hain us ki puri jakari : google main Sitemap kaise add kare 
Ye bhi pare 
Infolinks se paise kaise kamain ye janne ke liye Yaha click kare

Blog description kaise likha jata hai

Step.1
Sab se pehle ham apne blog main description add kare ge.Agar apko nahi pata ke description kaise add karte hain toh main apko btata hu.Discription blog/ website ke liye bohat hi aham hota hai.Agar ap ki website ya blog main discription na ho ga toh apke visitor ko kaise pata chale ga ke ap ki site kis chiz se mutal hai.Or ap site map bhi add nahi kar sakte.

Apne blog main discription likhne ke liye sab se pehle ap blog ke dashboard main jain.
Setting par click kare or basic par click kare. jan apka description box open ho jai toh ap ape blog ke bare main likhe.jaise maine pic main dekhaya hai.

Description kaise banate hain apni website par
Step.2

Blogger meta tag description

Friends seo ke liye meta tag bohat zaroori hai. Jis main ham 150 charaters likhne hote hain.Jo ham apne blog ke main points likhte hain.Meta tag discription bohat hi aham hai.Agar ap meta tag apne blog main add karna chahte hain toh apko desicription likhna bohat zaroori hai.Maine Example ke liye maine pic main btaya huwa hai.
meta tag kiya hai.
Step 1. Sab se pehle ap  blog ki setting par click kare.
Step 2. Neeche searh referances likha hoga us par click kare.
Step 3. Ab apne enable search description yes karna hai.Jo box open ho ga us main likhna hai.
Step 4. Save  change par click kar saina hai.
phir blog ka site map banate hain jo ke bohat zaroori hai.

Agar ap ke blog main site map add nahi he toh apki posts seo main nahi a saktin.Site map ap ki posts seo main lane main maddad karta hai.
Friends mujhe umeed hai ke apko ye post passand aye ho gi.Meri posts apne doston ke sath zaroor share kiya kare.Agar apko blog ki setting main koe problem a rahi ho toh ap mujhe comment kar ke puch sakte hain.Ap ki It Village main puri help ki jay gi.It Village ke sath jure rahe ta ke ap or informations hasil kar sake.
Khuda Hafiz

Post a Comment

Thank You for comment

 
Top