Asslam o Alaikum friends.It Village main apka welcome hai.Aj main apko btaoun ga ke Google Analytics kiya hai Or ap ko isse kiya faida hasil ho sakta hai.Ap k pass blog ya website hai toh apko uski puri jankari honi chahiye.Or ye bhi pata hona chAhiye k hamrin site main improvment ho raha hai ya nahi.Jo ham Google Analytics ki madad se pata ker sakte hain.
Ham apni site main jo bhi add kare toh hame pata hona chahiye k ap ye kiyo kar rahy hain. Tabhi ham apni website ko age barha sakte hain.Sab se pehle main apko bataoun ga k Google Analytics kiya hai? or kiyo zaroori hai?
Google ANalytics

Google Analytics kiya hai?

Google analytics google ki hi aik service hai jis se ham apni website par ane waly vivitors ko track kar sakte hain.Hamari website ki kiya performance hai pata kar sakte hain.

Google Analytics me kiya kiya daikh sakte hain ham?

Google Analytics main ham ye daikh sakte hain k 
Hamari website ya blog main kitne visitors hain.
 Kaha Kaha se hain. Mobile se hain, 
Computer se ya teblets se.
Or hamari site me kiya kiya search ho rha hai. Kis country se hain.
Kon kon se browser se hamari website open karty hain hamare visitors.

Hamare blog k dashboard main aik option hota hai Stats ka us main bhi ham daikh sakte hain k kitne vivitors hain hamare blog main or kaha kaha se hain.

To aye janty hain k ham apne blog main Google Analytics kaise add karty hain.

Google Analytic kaise add akre apne blog main?

Step 1.Sab se pehkly ap apne blog main login kare.
Step 3. Phir singup par click kare.
Google Analytics Sign Up
Is main kuch steps diye hain lekin ap sing up par click kare.
Agar ap login nhi hain toh login karna pary ga. Agar ap pehle se hi blogger me sign in hain toh ap k samny aik form open ho ga.
Step 4. Ab ap k same jo form open huwa hai use fill kare.
Analytics form fill

Form fil karne k bad get Tracking Id par click kar dain.
Step 5.Age ik Pupop window open ho gi.

Analytics form accpt kare

1. Apni Country select kare.
2. Terms ko achi tarha se par lain.
3. I accept par click kare.


Step 6. Ab ap k same aik window open ho gi. Us main tracking id hai. wo id copy kare.
Step 7. Ab ap google main jain 
Setting  >>Other  >>Analytics web property id
Apna code dalne k bad save kar dain.


Ab apka blog Google Analytics se add ho chuka hai.
Umeed hai ke apko meri ye post passand aye ho gi. Or apko is post se zaroor help hue ho gi.
Google Analytics ke kiya faide hain maine apko tafseel ke sath uper bata diye hain. Agar apko or bhi koe jankari chahiye ho toh ap hame comment kar ke.
Meri post apne friends ke sath zaroor share kare.

Post a Comment

Thank You for comment

 
Top