Hi friends . It Village main apka welcome hai. Ap logon ne aksar dekha hoga ke kuch website bohat ziyada searching leti hain. is ki waja kiya hai? Aj main apko btaoun ga ke website ziyada slow kiyo hoti hain or  isse kaise bacha jae.Agar ap or bhi jankari hasil karna chahte hain toh ap it village ko visit karte raha kare. Jaisa ke main pehle hi apko btaya hai ke Aaj ki meri ye post Website slow kiyo hoti hain? ke mutalik hai. Aj main apko btaoun ga ke website slow kiyo hoti hain? or website slow hone se kaise bachain?

Lekin is post ko parne se pehle ap ye post zaroor par lain Website ki speed kaise check kare . Ta ke ap ko pata chal sake ke ap ke website ki speed kiya hai or kon si chize ap ki website ko slow karne ki waja ban rahi hain.Toh ap asani ke sath us ka hal talash kar sakte hain.
Doston ab ham time waste na karte huwe ye jante hain ke Website slow kaise hoti hain or website ko slow hone se kaise bachain?

Website slow kiyo hoti hain?

Itvillage2016.blogspot.com
 Jab ham apni website main bohat ziyada pictures upload karte hain toh uski waja se bhi website ziyada searching laiti hai. 
Website ke slow hone ki ik waja ye bhi he ke ham without responsive widgets add kar dete hain jis waja se hamari site slow ho jati hai.
Ham ye dekhte hi nahi ke hamari website main kon kon se widgets add hain. 

Website slow hone se kaise bachain?

5 top websites

Website slow hona aik bohat bara masla hai.Lekin ap toh jante hi hain ke har mushkil ka hal bhi hota hai.To dont worry main kuch tips de raha hu jin par amal kar ke ap apni website ki speed kafi had tak fast kar sakte hain.Jisse ap ki site apke visitors ko passand bhi aye gi or fast load hone ki waja se visitor ap ki site par dobara bhi a sakta hai.Internet par tqreeban 75% log is liye nahi ate ke website jaldi load nahi hoti or wo wapis chale jate hain.
Ap mere steps ko follow kare umeed he ap ki zaroor help ho jay gi.
  • Post main bohat ziyada picturs na dale.
  • Images ka size kam se kam ko jaise 2 kb.
  • Faltu widgets  ko remove kare apni website se.
  • Responsive widgets hi add kare apni website main. 
  • Faltu ya zaid widgets  ko add na kare apni website main.
  • Sirf wohi widgets add kare jo apki site se related hon.
  • Responsive comment system rakhe.
Related posts

Toh friends ye thin kuch choti choti tricks jin ko istimal kar ke ap apni website ki speed 35% tak barha sakte hain.Agar apko meri is post se related koe bhi sawal puchna ho toh ap puch sakte hain.
Umeed hai ke apko meri ye post passand ae ho gi.Mujhe comment kar ke zaroor batain ke apko meri ye post kaisi lagi.
Is post ko apne doston ke sath bhi share zaroor kare.

Post a Comment

Thank You for comment

 
Top