Asslam o alaikum dosto. Jaisa ke ap sab jante hain ke aaj kal HD video ka zamana a gaya hai or hamare Smartphones ne is qadar tarraki kar li hai ke har koe apne Smartphone main HD gane sun raha hai.Lekin jab ham apne HD song ko kisi dosri jagah transfor karte hain to hame pareshani hoti hai.Kiyo ke video ka size bohat ziyada ota hai jis ki waja se video jaldi share nahi hoti.Aise main aar ham internet par upload kare toh aur bhi ziyada preshani hoti ha Aur bhi ziyada  preshani hoti hai.Kiyo ke video ka size bohat ziyada hota hai Aur jaldi upload bhi nahi hoti video.
Video size kaise short kare

Lekin aaj main ap ke liye aik aisa software le kar aya hu jisse ap apne mobile main hi apni video ka size kam kar sakte hain.Ye software bohat hi popular hai aur isse ap bohat asani ke sath apne mobile main hi apni video ka size kam kar sakte hain. Ye aisi App/Software hai jisse agar agar ap 1GB ki video ko 15Mb main karna chahte hain toh bohat  asani ke sath ho jay gi.

Video ko compress (kam size) kaise kare.

Ham agar chahe toh mobile aur computer 2no ki madad se apni video ko convert kar ssakte hain aur ham aj 2no methods ko daikhe g eke kaise ham mobile aur computer se apni video ka size kam kar sakte hain.Lekin sab se pehle ham daikhte hain ke ham mobile ki madad se apni video ko convert kaise karte hain.

Mobile main video ka size kam kaise kare.

Mobile main  video ka size kam kare ke liye sab se pehle hame aik android application ki zaroorat hoti hai.
1. Sab se  pehle ap apne mobile ke play store se video compressor download kare. Ya phi rap niche diye gae link par click kar ked erect bhi download kar sakte hain.
                                                 Video Compressor
2.  Jab ap app download kar lain to hap open kare get oh apko ik file nazar aye gi jis ka name hai “Input File”.
Video Compressor se video size kam karna

3. Input file ap ki vieo ki location ka option hai.Aap inpu file par click kare or apni video ka location select kare.
4.  ab apko input File ka option dikh raha ho ga Input File ke niche. Us main apko ye select karna hai kea p ne apni video kis folder main save karni hai.
5. Phir apko aik Input name ka option dikh raha ho ga us main ap apni video ka name daal dain.Aur compress file size main apne apni video ka jo size rakhna hai wo type kar dain.
Example: Ap ko 15MB video ka size chahiye to hap 15MB input de dain.

6.  Ab ap convert par par click kar dain. Aur phir apki video thora time le gi us ke baad apko apki marzi ke size main mil jay gi.

Toh dostoh ap ne daikha kitni asani se ham se apne mobile se hi video ka size kam kar liya. Agar ap ko is topic se related koe question puchna hai to hap mujhe Comment kar ke puch sakte hain. Meri posts apne friends se share karna na bhule.

Computer se video koa size kaise convert kare.

Dosto ab baat karte hain ke ham kaise apni video ka sazi computer main kam kar sakte hain ta ke ham apni video asani se dosri jagah transfor kar sake.
Video ko kaise convert kare apne computer se.
Agar ap chahte hain kea p apne computer se apni video ka size kam kare to hap ko in steps ko follow karna pare ga.
1   1.   Sab se pehle ap apne computer main Handbrake Software install kar lain.
                                                   Handbrake
2 2.   Install karne ke baad ap us software ko open kar lijye.
Hand Brake se video size kam karna

33.      Ab apko handbrake software main source option mile ga us par click kar ke apni video select kar lijiye. Jis video ka size kam karna hai wohi select kare.
44.       Us ke baad aap output option main jaiye or apko jis format main video chahiye us farmet main select kar lijiye.

5       Ab ap sab se lest step ko follow kare or conversion par click kar dain.Ap ki video convert honi start ho jay gi.Convert hote waqat video time laity hai.Apki video jitni lambi ho gi time bhi utna ziyada le gi so ap thora sa wait kar le apki video onvert ho rahi hai.


KHUDA HAFIZ


Post a Comment

Thank You for comment

 
Top