Asslam o alaikum friends.It Village main apka welcome hai. Jaisa ke ap sab jante hain ke  facebook aj ki 2sre number par sab se ziyada istimal hone wali social website hai.Facebook par har roz lakhon ids banti or lakho ids delete hoti hain.Hamare bohat se reletives friends hame facebook par join karte hain.
Aaj kal facebook aik aham zaroorat ban kar reh gaye hai tmam Dunia ke liye. Jis ko bhi daikho facebook ki hi baat kare ga.Lekin kabhi kabhi aisa hota he ke hamari facebook id kharab ho jati hai or hame  new facebook id bnate hain.Lekin aik mushkil a jati he ke ham apne friends ko kaise dhonde.Ap jante hain k facebook par aik hi  name ki bohat sari ids bani hoti hain. Jis ki waja se hame apny friends ki id search karny me problem hoti hai toh ham us ki id ka link save kar laity hyn.
Aaj main apko btaoun ga k ap facebook usename kaise set kar sakte hain. Kiyo k username chota hota hy or jab ham se koe hamari id mange toh ham username de sakte hain.
Jisse hamare friend ko hamari id dundny me asani hot hai.Username bohat hi acha method he apne friend ko search karne ka.Main apko pehle hi bata chuka hu ke username ke bina hame friend ko dhundne me kafi pareshani hoti hai.
Aj ham isi topic par baat kare ge ke ham kaise username  create kar sakte hain apni facebook id ka.Ye ik bohat hi acha or asan method hai jis ke zariye ham bohat asani se username ke through friend ko dhond sakte hain.

Ye bhi pare : Facebook Status ko schedule kaise kare Kiyo ke bohat se log apne business ko promote karne ke liye facebook par statuse upload karte hain.Lekin busy hone ki waja se wo Status upload nahi kar pate..Jis waja se kafi problem hoti hai un ko.Lekin meri ye post  status schedule ke mutalik nahi he.
Toh dosto ham time waste na karte huwe jante hain ke kaise ham facebook username create kar sakte hain or is ka faida kiya hai.

Facebook User Name Set Karne Ka Faida Kiya hai?
1.
Facebook username set karne ka faida ye hai k Jab ghamara koe dost id mangta hai toh ham use uasername send kar sakty hai jisse hamari id bohat asani ke sath use mil jay gi.
2.
Hame facebook login karne ke liye Email/phone number ki zaroorat nahi hoti. Ham username se bhi apni id on kar sakte hain.


Username kaise set kare facebook par?


Step 1.Sab se pehly ap facebook open kare
Step 2.Setting main jain
Step 3.Ab ap General main jain
Step 4.Username ka ik option ho ga us k sath hi edit ka option ho ga use click kare. 
Step 5.Ab apna username likhain


Fcaebook userneme

Step 6.Apna pasword enter kare
Step 7.Ab ap save change par click kar dain 
Apka username change ho gaya hain.

Meri post apne dosto ke saath zaroor share kiya kare ta ke ap ke friends bhi ye information hasil kar sake.Meri yepost kaisi lagi comment kar ke zaroor baatin.

Post a Comment

Thank You for comment

 
Top