Assalm O Alaikum friends. Jaisa ke ap sab jante hain kea j kal har insan internet use karta hai aur internet se Bohat si informations hasil karta hai. Aj kal internet ke bina zindagy adhuri si lagti hai.5 Mint internet off ho jay toh aisa lagta haui jaise ham kisi or hi duniay main a gaye hain.Lekin kae bar aisa hota hai ke hamare friends ko ya ham ko ye problem a jati hai ke internet ki speed bohat slow hai.Aaj maine yehi btane wala hu kea p kaise apne Internet ki speed barha sakte hain.Is liye ap ye post diyan se pare ta kea p ko ache se samaj a jay.
internet speed kaise increase kare

 Niche diye gae kucyh steps ko follow kar ke ap apne computer ki speed barha sakte hain aur fast download kaise kar sakte hain.
 Also Read : Computer ki speed increase kaise kare

Internet Se Fast Download Kaise Kare

Friends main apko kuch tips de rah hu jin ko istimal kar ke  ap apne internet ki speed barha sakte hain.

Banner ads par click na karen

Ap Ne internet par bohat se Pupop Ads daike hon ge. Kae bar ap ka dill karta hai kea p us ad par click kare. Lekin ap ads par click mat kare kiyo ke wo ads ap ke internet ki speed slow kar sakte hain jisse apki downloading speed kam ho jay gi.

Gair kanooni files download na karen

Dair kanooni files se kae bar apke computer main virus download ho jata hai jisse na sirf internet balke ap ka computer bhi slow ho jata hai. So ap gair kanuni files se dhur rahe aur inhe apne computer main download na kare.

 Ek Acha antivirus program install karen

Virus aapke computer ki downloading speed ko kam kar daita hai. Jab bhi aap internet se connnected ho yeh yaqeen kar lain kea p ke computer main aik aha antiviruse install hai aur properly kam kar raha hai

Dowloading Karte Waqat Uploading Na Kare

Agar ap Internet se koe chiz Download kar rahe hain to hap internet par Uploading na kare Kiyo ke isse ap ki Dowloading speed kam ho jati hai.

Ek se zyada anti virus na rakhen

Agar tap apne computer ko virus se mehfooz rakhna chahte hain toh aik se ziyada antivirus apne Computer main install na kare. Kiyo ke ise ap ke computer ki speed kam ho jati hai.

Wireless connection ka istemaal na karen

Agar ap internet use karna chahte hain or fast Speed hasil karna chahte hain toh Wireless ka istimal na kare.Kiyo ke wireless

Downloading ke liye kon Sa Software Istimal Kare.

Koe bhi chiz internet se download karne ke liye ap FreeDownload Manager ya FDM ka istimal kare kiyo ke Inse downloading achi speed main hoti hai.Aur ye softrares kafi papuler bhi hain.Internet Download manager ek bohat hi acha softrare hai downloading ke liye. Is ki speed bhi kafi achi hai aur sab se bar kar ap is main bohat si files, Videos ,Music etc aik sath bhi download kar sakte hain.Or is ki speed khuch khas slow nahi hoti.
Mujhe umeed hai ke apko meri ye post passand aye ho gi. Aur apko iss post se zaroor help mili ho gi. Apne Friends ke sath is post ko zaroor share kare.Agar ap ke zehan main koe bhi sawal ho to hap hame comment kare. Mujhe apki help kar ke khushi ho gi.Mazeed information ke liye ap hamari site It Village ka visite kare.

Post a Comment

  1. That's great...it really helped me to improve my internet speed.I followed your
    tips and confirmed it through a speed test

    ReplyDelete
  2. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete

Thank You for comment

 
Top