Asslam O Alaikum friends. It Village main apka welcome hai. main apko blog ki seting ke bare main bata chuka hu. mujh se maire ik friend ne question kiya ke bhai ham kaise apne  blog main site map add kar sakte hai aur wo bhi koe acha sa Toh maine socha ke ap sab ke sath bhi aj share kar du. frFriends site map bohat inmportant hpage hai hamare blog ke liye.Site map ke through hame adsense ke liye aply karne ke liye ziyada poblems nahi hotin aur hamari posts ko google main bhi search main ane ke liye ziyada dair nahi hoti. Aur hamari post bohat asani ke sath Seo Main add ho jati hai.

Site Map Kaise Add Kare Blog Main?

Friends aj main apko batata hu ke ap kaise site map add akr sakte hain apne blog main.Ap ko is ke liye ziyada Tenshan laine ki zaroorat nahi hai ap bohat asani ke sath apne blog main site map add kar sakte hain.
1.Sab se pehle ap apne blog main log in ho jain.
2.Log in hone ke baad apne blog ke page main jain aur pages main ik new page create kare 
3.Page main HTML ko select kare 
4.Ab ye code add kar dain.
Click Hare
5. Ab ap niche di gae picture ke mutabik setting kar lain.
Friends apne daikha ktni asani ke sath ham se apne blog main site map add kar liya. Freinds agar apko meri ye psost apko passand aye ho toh like zaroor kare.


Post a Comment

Thank You for comment

 
Top