Friends aj ham bat kare f eke gmail id kaise banate hain aur is ke kon on se faide hain.Aj ke is Jadeed dor main har koe gmail id use kar raha hai.Is ke faide toh bohat ziyada hain.Lekin is ka istimal bhi ham bohat jagah kar sakte hain.Aur is se ham apne different kaam bhi le sakte hain.Jo friends abhi new hain aur gmail create karna nahi jante un ke liye ye post bohat important hai.Ap ke zehan main bohat se sawal a rahe hon ge Lekin un se pehle ham ye jan laite hain keg mail id kiya hai.
Gmail create withought number verify

Gmail kiya hai?

Gmail aik electronic service hai jis ke through ap bohat asani ke sath apne decoments share kar sakte hain , Text kar sakte hain aur apne busniss ko promote bhi kar sakte hain.Is ke ilawa aur bhi bohat se futures hain Jin ko ham istimal kar ke  faida utha sakte hain.
Apko ye posts bhi parni chahiye.
Andriod mobile se paise kaise kamain
Mobile ka pattern lock kaise unlock kare
Facebook se paise kaise kamain
Online paise aise kamain letest methods

Gmail id kaise banate hain

Gmail id banate kaise hain ap ke zehan me ye sawal zaroor a raha ho ga. Meri ye post isi se related hai ke g mail banate kaise hain.Ap maire steps ko follow kar ke  khud ka aik gmail create kar sakte hain.
Step 1.
Sab se pehle ap Create a gmail account  par click kare.Ap ke samne aik form open ho jay ga.
gmail form fill kare

Step 2. 
         Form ko fill kare.
1.  Apna First Name Aur second Name  Enter kare
2.  Ap jis name se email banana chahte hain wo name enter kare
3.  Password type kare jo bhi ap email ka rakhna chahte hain.
4. Dubara apna Pasword enter kare.
5.  Apni date of birth select kare.
6.  Gender select kare
7.  Apna phone number type kare. (Phone number bilkul thek type kare kiyo ke us paer verify code jay ga)
8. Current email likhe(Ap koe bhi email likh dain jo apka pehle bana huwa ho)
9. Apni location select kare ke ap kon si country se hain.
10. Next Step par click kar dain.
Step 3.
google gmail policies\

Ab apke samne ek popup window open ho jay gi us main I agree par click kar dain.
Ab apka gmail account create ho chuka hai.Ap gmail se mukhtalif kam bhi le sakte hain jaise text baijna files baijna etc. Is ke ilawa aur bhi bohat se faide hain gmail ke.Ap ke zehan main ye sawal zaroor a rha ho ga keg mail ke kon kon se faide hain.Ab ham daikhte hain keg mail ke kiya faide hain.

Gmail Create Karne ke kiya faide hain

Gmail aik electronic service hai Jo kea j kal har koe use kar raha hai.Gmail create karne ka sirf yehi maqsad nahi hai ke ham dosri sites ke accounts banain gmail ke through.Is ke aur bhi bohat se faide hain jjaise hamari koe site hai aur ham gmail ke through use promote bhi kar sakte hain gmail ki ek service hai Google+ us par ham bohat ache tariqa se apni website Business promote kar sakte hain.Google+ kiya hai aur is ke kiya faise hain yis ke liye main aik post likhu ga detail ke sath ta ke apko asani ke sath is ki samaj a jay.

Ye posts bhi pare:
Internet Speed kaise barhain
Computer Speed kaise barhain
PinDrive se viruse kaise nikale
Video ka size kam kaise kare andriod Mobile se

At Last

Is ke ilawa ap Friends ke sath chat bhi kar sakte hain,Photos share kar sakte hain.Google hame 50GB free main bhi daita hai jab ham Gmail create karte hain.Us main ap apne ducoments save kar sakte hain apna personal data bhi rakh sakte hain is ke ilawa ap aur bhi maqsad ke liye use kar sakte hain.
Ab to hap jan hi gay hon g eke gmail kaise create karte hain aur is ka hame kiya faida hota hai.Agar ab bhi ap ke zehan main koe sawal hai to hap mujhe comment kar ke puch sakte hain.

Post a Comment

Thank You for comment

 
Top