Kiya ap janna chahte hain ke online paise kaise kamain? Agar ap online paise kamana chahte hain toh ye janakri ap ke liye bohat achi sabit hone wali hai.Aj main apko bataoun ga ke ap Google Adsense se paise kaise kama sakte hain aur is ki kiya process hai.
Online paise kamana har insan ka sapna hota hai aur bohat se log online bohat ache paise bhi kama rahe hain. Aaj main apko is post main yehi batane wala hu ke ap online google adsense se paise kaise kama sakte hain.Google adsense se paise kamana har internet user ka sapna hota hai.Bohat se log Adsense account bana bhi laite hain lekin phir bhi achi income nahi kar pate.Main apko detail ke sath bataoun ga ke ap Google adsense se paise kaise kama sakte hain.

Google Adsense Se Paise Kaise Kamain?

Google adsense ek free service hai jis main content publishers apne content ko monitize kar ke paise kama sakta hai. Google adsense se paise kamane ke liye ap ke pass Blog, Website , Youtube channal hona bohat zaroori hai.Google adsense shuru se hi tamam logon ki passand raha hai.Kiyo ke is ko manage karna bohat asan hai is ke ilawa google adsense hame time par payment karta hai jis ki waja se hame payment laine main koe bhi problem nahi hoti.
Jaisa ke maine apko pehle hi bataya ke google adsense se paise kamane ke liye hamre pas koe platform hona bohat zaroori hai jis se ham google adsense ke ads laga kar paise kama sake.Sab se pehle hamare pass blog, Website ya youtube channal hona chahiye.Website ya youtube channal banane ke bad ab hame google adsense ke liye apply karna hai.Lekin google adsense ki policies bohat strick hain jis waja se hame asani se adsense ka account nahi milta.Google adsense approve hone ke baad hame google adsense ads daita hai jin ka code hame generate kar ke apne blog par lagana hota hai.Jab hamari site pe koe visitor ata hai aur us ads par click karta hai toh hame income hoti hai.Ap ki site pe jitne ziyada visitors ghon ge income bhi utni hi ziyada hogi.

Kuch Zaroori Batain Adsense Ke Liye

Kuch log sochte hain ke ham apne relitieves , Friends ko bol kar apne ads par click karwa lain get oh aisa sochna bhi mat. Kiyo ke is se apka Adsense account Disprove ho jay ga aur dubara account milna bohat hi mushqil hai.Mainwe apko upper bataya hai ke adsense ki policies bohat strick hain is liye adsense asani ke sath approve nahi hota agar approve ho jay aur selfclicking ki waja se disprove ho jay to dubara account milna bohat hi mushqil hota hai is liye dhiyan rakhe.

Google Adsense Se Paise Kaise Kamain

Maine apko upper bata hai ke adsense ke liye ap k pass platformhona bohat zaroori hai. Jaise Blog Website Ya Youtube Channal Agar ap ke pass in main se koe bhi platform hai to hap asani ke sath Adsense Account Approve karwa sakte hain aur income kar sakte hain. Ab ham bat karte hain ke ham Website  ya Youtube se paise kaise kama sakte hain.

Blog Bana Kar Paise Kaise Kamain?

Blog ek free ka platform hai jis par ap bohat asani ke sath apna khud ka ek blog create kar ke paise kama sakte hain.Sab se pehle ape k blog create kare aur us ko ache se design kare.Design karne ke liye ap Template use kare jo Mobile friendly ho aur Seo Friendly bhi. Ab ap apne us blog main Ache Ache contant likhe aur Adsense ke liye apply kar dain.
Blog banana ke baad Kiya kare is ki Puri  Jankari Ke Liye  Yaha Click Kare.

Wordpress Pe Blog Bna Kar Paise Kamain.

Wordpress ik bohat hi acha plate form hai Earning ke liye. Agar ap Apni Website Bana ke online paise kamana chahte hain toh Wordpress sab se acha platform hai website ke liye. Ap apni khud ki aik website create kar ke us se achi income kar sakte hain.

Youtube Se Paise Kamain

Youtube se ap bohat asani ke sath paise kama sakte hain. Ap apni Khud ki video bana kar youtube par upload kare aur Adsense ke liye apply kare. Youtube par apko bohat asani ke sath aur bohat jadli adsense Account mil jata hai. Ap youtbe se bohat achi income kar sakte hain.

Google Adsense Ki Incom Kiase Barhain?

Ap ke zehan main ye sawal toh zaroor a raha ho ga ke ham ne platform bhi bana liya aur adsense bhi approve karwa liya lekin ham apni income kaise barhain.Main apko batata hu ke ap apni income kaise barha sakte hain.Ap ke pass Website, Youtube hai aur ap achi income karna chahte hain lekin nahi kar pa rah. Is ke liye ap ko ache ache keywords use karne hon ge.Jin ki cpc high ho. Jis se apki income increase ho gi aur ap achi income kar sake ge. Bohat se log website banate hain aur youtube channel create karte hain views bhi ate hain lekin income achi nahi hoti is ki waja yehi hai ke wo ache keywords use nahi karte jis waja se un ki income increase nahi hoti. Ap high keyword ke liye Google keyword Planner ka use kar sakte hain ye aik bohat acha tool hai keywords search karne ka.
At Last

Ap ne ye toh jan liya ke Google Adsense se paise kaise kama sakte hain.Agaer ap Adsense ki aur bhi jankari janna chahte hain toh It Kmal ka visit zaroor kare.Mujhe umeed hai kea p ko meri ye jankari achi lagi ho gi. Agar ap ke zehan main koe question a rha ho to hap is post ke niche comment kar ke puch sakte hain.

Post a Comment

Thank You for comment

 
Top